Teri baten hi sunane aayedost bhi dil hi dukhane aayephul khilate hain to hum sochate haintere aane ke zamane aayeaisi kuch chup si lagi hai jaisehum tujhe hal sunane aayeishq tanha hai saremanzilegamkon ye bojh uthane aayeajanabi dost hamen dekh ke humkuch tujhe yaad dilane aayedil dhadakata hai safar ke hangamkash phir koi bulane aayeab to rone se bhi dil dukhata haishayad ab hosh thikane aayekya kaheen phir koi basti ujadilog q jashn manane aayeso raho maut ke pehlu mein ‘faraz’neend kis waqt na jane aayePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Faraz

Your Comment Comment Head Icon

Login