Tu nahi to zindagi main aur kya reh jayegadur tak tanhaiyon ka silsila reh jayegakijiye kya guftagu kya un se mil kar sochiyedilshikasta khvahishon ka zayaqa reh jayegadard ke sari tahen aur sare guzri hadasesab dhuan ho jayenge ek vaqiya reh jayegaye bhi hoga wo mujhe dil se bhula dega magaryun bhi hoga khud usi mein ek khala reh jayegadayareinkar ke iqarar ke saragoshiyanye agar tute kabhi to fasala reh jayegaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Iftikhar Imam Siddiqui

Your Comment Comment Head Icon

Login