Zamana yaad tera ae dilenakam aata haitapak padate hain aansu jab wafa ka naam aata haiwafa tum se karenge dukh sahenge naz uthayengejise aata hai dil dena use har kam aata haiakele karavaten hain raat bhar bistar pe aur hum hainkahan pehlu ko khali dekh kar aaram aata haihasinon mein basar kar di javani ‘arzoo’ hum nelagana dil ka sikhe hain yahi ik kam aata hai Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Arzoo Lucknowi

Your Comment Comment Head Icon

Login