kis ne bhige hue balon se ye jhataka panijhum ke aayi ghata toot ke barasa paniro liya phut ke sine mein jalan ab kyon haiaag pighala ke nikala hai ye jalta panikoi matavali ghata thi ke javani ke umangjo baha le gaya barsat ka pahala panitiktiki bandhe wo phirate hain main is fikr mein hunkaheen khane lage chakkar na ye gehara panibaat karne mein wo un aankhon se amrit tapaka‘arzoo’ dekhte hi muh mein bhar aaya paniPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Arzoo Lucknawi

Your Comment Comment Head Icon

Login