Phir damaneummid wo phoolon se bhar gayajadu bhari nigah se jadusa kar gayabas dekhte hi dekhte duniya badal gaikuch sochate hi sochate chehara utar gayabetab beqarar tha pahale hi dil bahutphir aap ka aana aur bhi betab kar gayaik bekhudi ka naam muhabbat hai dostochahat mein kis ko hosh hai kya kya guzar gayakuch bhi pata nahi hai muhabbat mein ae dostkab raat subah ban gai kab din guzar gayaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mushtaq Ahmed ‘Khayaal

Your Comment Comment Head Icon

Login