Wo hamen jis qadar aazamate raheapni hi mushkilon ko badate rahewo akele mein bhi jo lagate raheho na ho un ko hum yaad aate raheyaad karne par bhi dost aaye na yaaddoston ke karam yaad aate raheaankhen sukhi hui nadiyan ban gainaur tufan badsatur aate rahepyar se un ka inkar barhaq magarlab ye q der tak thartharate rahethin to kamanen hathon mein agyar ketir magar apanon ke janib se aate rahekar liya sab ne hum se kinara magarek naseh garib aate jate rahemaikade se nikal kar janabe‘khumar’qabaodair mein khak udate rahePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khumar Barabankvi

Your Comment Comment Head Icon

Login