hoti hai tere naam se vahshat kabhi kabhibarham hui hai yun bhi tabiyat kabhi kabhiae dil kise nasib ye taufiqeiztirabmilati hai zindagi mein ye rahat kabhi kabhitere karam se ae alamehusneafrindil ban gaya hai dost ke khilvat kabhi kabhidil ko kahan nasib ye taufiqeiztirabmilati hai zindagi mein ye rahat kabhi kabhijoshejunun mein dard ke tugayaniyon ke sathashkon mein dhal gai teri surat kabhi kabhitere qarib rah ke bhi dil mutamain na thaguzri hai mujh pe bhi ye qayamat kabhi kabhikuch apana hosh tha na tumhara khayal thayun bhi guzar gai shabefurqat kabhi kabhiae dost hum ne tarkemuhabbat ke bavajudmahasus ke hai teri zarurat kabhi kabhi  Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nasir Kazmi

Your Comment Comment Head Icon

Login