Dua nahi to gila deta koi meri wafaon ka sila deta koi jab mukadar hi nahi tha apna deta bhi to bahla kya deta koi hasil-e-ishq faqat dard hai aye kash pehle hi baat deta koi taqdeer nahi thi agar aasmaan chuna khaq me hi mila deta koi bewafa bhi humein bewafa keh gaya is se zyada kya daga deta koi guman hi ho jata kisi apne ka daman hi pakar kar hila deta koi arse se atka hai hinchkiyoun pe dun acha hota ke bhula deta koi

Your Comment Comment Head Icon

Login