Tu hai gar mujh se khafa khud se khafa hun main bhimujh ko pehchan ki teri hi ada hun main bhiek tujh se hi nahi fasletamanna shadabwohi mausam hun wohi aabohava hun main bhisabt hun dastekhamoshi pe hina ke suratnashunida hi sahi tera kaha hun main bhichand ban kar tere aangan mein utar hi jaunraat ke pichale pahar mangi dua hun main bhiyun na murjha ki mujhe khud pe bharosa na rahepichale mausam mein tere sath khila hun main bhijane kis reh chalun kon se rukh mud jaunmujh se mat mil ki zamane ke hawa hun main bhiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mazhar Imam

Your Comment Comment Head Icon

Login