Safaremanzileshab yaad nahilog rukhsat huye kab yaad nahidil mein har waqt chubhan rahati thithi mujhe kis ke talab yaad nahiwo sitara thi ke shabanam thi ke phulik surat thi ajab yaad nahiaisa ulajha hun gameduniya meinek bhi khvabetarab yaad nahibhulate jate hain mazi ke dayaryaad aayen bhi to sab yaad nahiye haqiqat hai ke ahabab ko humyaad hi kab the ke ab yaad nahiyaad hai sairecharagan “nasir”di ke bujhane ka sabab yaad nahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nasir Kazmi

Your Comment Comment Head Icon

Login