Ye ab khula hai ki koi bhi manzar mera na thamain jis mein reh raha tha wohi ghar mera na thamain jis ko ek umr sambhale phira kiyamatti bata rahi wo paikar mera na thamaujehavaeshaharemuqaddar javab dedariya mere na the ki samandar mera na thaphir bhi to sangsar kiya ja raha hun mainkahate hain naam tak saremahazar mera na thasab log apne apne qabilon ke sath theek main hi tha ki koi bhi lashkar mera na thaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Iftikhar Arif

Your Comment Comment Head Icon

Login