jab kabhi un ke tavajjo mein kami pai gaiaz sarenavaedastaneshauq doharai gaibik chuke jab tere lab phir tujh ko kya shikwa agarzindagani badaosagar se bahalai gaiae gameduniya tujhe kya ilm tere vastekin bahanon se tabiyat rah par lai gaihum karen tarkevafa acha chalo yun hi sahiaur agar tarkevafa se bhi na ruswai gaikaise kaise chashmoariz gardegam se bujh gayekaise kaise paikaron ke shanezebai gaidil ke dhadakan mein tavazzun aa chala hai khair homeri nazaren bujh gain ya teri ranai gaiun ka gham un ka tasavvur un ke shikave ab kahanab to ye baten bhi ae dil ho gain aayi gaiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Sahir Ludhianvi

Your Comment Comment Head Icon

Login