Benaam sa yeh dard theher kyon nahin jata Jo beet geya hai woh guzar kyon nahin jata Sab kuch to hai kya dhoondti hain nigahain Kya baat hai mein waqt pe ghar kyon jata Woh ek hi chehra to nahin sarey jahan mein Jo door hai woh dil se utar kyon jata Mein apni hi uljhi huyi raahon ka tamasha Jate hai jidar sab main udhar kyon nahin jata Woh naam jo barson se samaya hai zehen mein Woh khawb agar hai to bikhar kyon nahin jata

Your Comment Comment Head Icon

Login