Pani ankh main bhar k laya ja sakta hai ab bhi jalta sheher bachaya ja sakta hai aik mohabat aur wo bhi nakam mobhat lekin is se kam chaleya ja sakta hai Dil par pani piny ati hain umeeden is chashmy main zeher milaya ja sakta hai mujh benam se pujhty hainFarhad-o-Majnoo ishq main kitna naam kamaya ja sakta hai phatta puran khwab hai mera phir bhi Tabish is main apna aap chupaya ja sakta hai

Your Comment Comment Head Icon

Login