Uljhay huay haalaat ka shikwa na kiya kar khairaat mein khushiyon ki tamanna na kiya kar So baar kaha itni mohabbat nahin achi So baar kaha itna bharosa na kiya kar Haalaat hamain aik kabhi honay nahin dengay Ae DOST meray, meri tamanna na kiya kar Kya janay ye kis morr pay lay jay zamana Tu MUJH ko kisi pal bhi elehda na kiya kar Mumkin ha kisi roz bichar jaon achanak Tu mujh say pyar itna ziyada na kiya kar?!

Your Comment Comment Head Icon

Login