Ye dard bhi hum ko payara hai Ye dard jo us na daan kia Ye zakhm bhi bharnay walay thay Par us na bara ahsaan kia Phir dard judaai day dala Nasoor ka ye samaan kia Phir cheenay meray khuwaab sabhi Or tukray mera maan kia Phir soda khuwab gharondon ka Or us main bara nuksaan kia Umroon ka bandhan baandh lia Or lamhoon main anjaan kia Phir mujh ko hataya aik taraf Or Rasta youn asaan kia

Your Comment Comment Head Icon

Login