Jab Naam Tera Pyar Se Likhti Hain UngliyaanMeri Taraf Zamanay Ki Uthti Hain UngliyaanDaaman Sanam Ka Haath Main Aya Tha Aik PallDin Raat Us Aik Pall Se Mehekti Hain UngliyaanJis Din Se Duur Ho Gaye Us Din Se He SanamBas Din Tumharay Aanay Kay Ginti Hain UngliyaanPathar Taraash Kar Na Bana Taaj Ek NayaFankaar Ki Zamanay Main Kat’ti Hain Ungliyaan

Your Comment Comment Head Icon

Login