hai mashqesukhan jari chakki ke mushaqqat bhiek turfa tamasha hai “hasrat” ke tabiyat bhijo chaho saza de do tum aur bhi khul khelopar hum se qasam le lo ke ho jo shikayat bhikhud ishq ke gustakhi sab tujh ko sikha degiae husnehayaparvar shokhi bhi sharat bhiushaq ke dil nazuk us shokh ke khu nazuknazuk isi nisabat se hai karemuhabbat bhiae shauq ke bebaki wo kya teri khvahish thijis par unhen gussa hai inkar bhi hairat bhihain ‘shad’o‘safi’ shayar ya ‘shauq’o‘wafa’ “hasrat”phir ‘danish’o‘mahashar’ hain ‘iqbal’ bhi ‘vahashat’ bhi Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Hasrat Mohani

Your Comment Comment Head Icon

Login