mere sath tum bhi dua karo yun kisi ke haq mein bura na hokaheen aur ho na ye hadasa koi raste mein juda na homere ghar se raat ke sej tak wo ik aansu ke lakir haizara bad ke chand se puchana wo isi taraf se gaya na honote: some books have the first misra of the above sher as:meri chat se raat ke subah tak koi aansuon ke lakir haisaresham thahari hui zamin, aasaman hai jhuka huaisi mod par mere vaste wo charag le kar khada na howo farishte aap hi dhundhiye kahaniyon ke kitab meinjo bura kahen na bura sune koi shakhs un se khafa na howo visal ho ke firaq ho teri aag mahakegi ek dinwo gulab ban ke khilega kya jo charag ban ke jala na homujhe yun laga ki khamosh khushbu ke honth titali ne chu liyeinhin zard patton ke ot mein koi phul soya hua na hoisi ehatiyat mein main raha, isi ehatiyat mein wo rahawo kahan kahan mere sath hai kisi aur ko ye pata na hoPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Bashir Bad

Your Comment Comment Head Icon

Login