paon ke zakhm hain farsheguletar hone takreh dushvar hai aagazesafar hone takye alag baat ke khamosh hain ahalezindanwarna ye qaid hai divar mein dar hone takek nazar naqshekafepa ka hunar to dekhokahkashan si nazar aati hai sahar hone takhaye wo bij jo matti mein daba rehta haikin marahil se guzarata hai shajar hone takkya khabar tum ko ki ye saqf ye divar hain kyahum pe kya guzri hai is chaon ke ghar hone takPoet of the poem  / Ghazal or Nazam :Himayat Ali Shaya

Your Comment Comment Head Icon

Login