Kanton ke chubhan pai phoolon ka maza bhidil dard ke mausam mein roya bhi hansa bhiaane ka sabab yaad na jane ke khabar haiwo dil mein raha aur use tod gaya bhihar ek se manzil ka pata puch raha haigumrah mere sath hua rahnuma bhi‘gumnam’ kabhi apanon se jo gham huye hasilkuch yaad rahe un mein kuch bhool gaya bhi Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Surender Malik Gumnaam

Your Comment Comment Head Icon

Login