Wo sab mein hum ko baredigar dekhte rahehum un ka intakhabenazar dekhte rahedaman bachake ashkon se wo to nikal gayehum der tak zamin par guhar dekhte rahehum beniyaz baithe huye un ke bazm meinauron ke bandagi ka asar dekhte raheaayi sahar to aur bada bijaliyon ka zorshab bhar hum intezaresahar dekhte rahesholon ke zad par sabhi the, kis ko pukaratehar simt khirmanon mein sharar dekhte rahekyonkar sanbhalate hamen wo nakhuda jo khudsahil ke aafiyat se bhanvar dekhte rahemanzil ke dhun mein aabalapa chal khade huyeaur shahsavar gardesafar dekhte rahePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Hashim Raza

Your Comment Comment Head Icon

Login