marizemuhabbat unhin ka fasanasunata raha dam nikalate nikalatemagar zikreshamealam jab bhi aayachiragesahar bujh gaya jalate jalateirada tha tarkemuhabbat ka lekinfarebetabassum mein phir aa gaye humabhi khake thokar sambhalane na payeki phir khai thokar sambhalate sambhalateunhen khat mein likha tha dil muztarib haijavab un ka aaya muhabbat na kartetumhen dil lagane ko kis ne kaha thabahal jayega dil bahalate bahalatewo mehaman rahe bhi to kab tak hamarehui shamma gul aur dube sitare“qamar” is qadar un ko jaldi thi ghar kewo ghar chal diye chandani dhalate dhalate Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Qamar Jalalwi 

Your Comment Comment Head Icon

Login