Kabhi ae haqiqatemuntazir nazar aa libasemajaz meinke hazaron sajde tadap rahe hain teri jabineniyaz meintarab aashanaekharosh ho tu nava hai maharamegosh howo surur kya ke chaya hua ho sukutepardaosaz meintu bacha bacha ke na rakh ise tera aaina hai wo aainake shikasta ho to aziz tar hai nigaheainasaz meindametauf kar makeshamma na ye kaha ke wo asrekohanna teri hikayatesoz mein na meri hadisegudaz meinna kaheen jahan mein aman mili jo aman mili to kahan milimere jurmekhanakharab ko tere azoebandanavaz meinna wo ishq mein rahin garmiyan na wo husn mein rahin shokhiyanna wo gazanavi mein tadap rahi na wo kham hai zulfeayaz meinjo main sarbasajda kabhi hua to zamin se aane lagi sadatera dil to hai sanamashana tujhe kya milega namaz meinPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sir Muhammad Iqbal

Your Comment Comment Head Icon

Login