Kabhi jo main ne masarrat ka ehatamam kiyabade tappak se gham ne mujhe salam kiyahazar tarketa’alluq ka ehatamam kiyamagar jahan wo mile dil ne apna kam kiyazamane valon ke dar se utha na hath magarnazar se us ne basad mazarat salam kiyakabhi hanse kabhi aahen bharin kabhi royebaqadremartaba har gham ka ehataram kiyahamare hisse ke may kam aaye pyason kezererahekhair gunah shikastejam kiyatuluemahar se bhi ghar ki teergi na ghatiek aur shab kati ya main ne din tamam kiyadua ye hai ke na hun gumrah hamsafar mere‘khumar’ main ne to apna safar taman kiyaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khumar Barabankvi

Your Comment Comment Head Icon

Login