Kahan wo tay tha charagan har ek ghar ke liyekahan charag mayassar nahi shahar ke liyeyahan darakhton ke saye mein dhup lagti haichalo yahan se chale aur umr bhar ke liye[darakht = treena ho qamiz to ghutanon se pet dhak lengeye log kitne munasib hain is safar ke liyekhuda nahi na sahi aadmi ka khwab sahikoi hasin nazara to hai nazar ke liyewo mutamain hain ki pathar pighal nahi sakatamain beqarar hun aavaz mein asar ke liyejiyen to apne bagiche mein gulmohar ke liyemaren to gair ke galiyon mein gulmohar ke liyePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Dushyant Kuma

Your Comment Comment Head Icon

Login