Sang jab aaina dikhata haitesha kya kya nazar churata haisilsila pyas ka batata haipyas dariya kahan bujhata hairaigzaron mein jaise tapati dhupyun bhi us ka khayal aata haisun raha hun khirameumr ke chapaks aavaz banata jata haiwo bhi kya shakhs hai ke pas aa karfasale dur tak bichata haighar to aisa kahan tha lekindarbadar hain to yaad aata haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Umeed Fazli

Your Comment Comment Head Icon

Login