Zulmatkade mein mere shabegam ka josh haiik shamma hai dalilesahar, so khamosh haina muzdaevisal na nazaraejamalmuddat hui ki aashtiechashmogosh haimein ne kiya hai husnekhudara ko behijabae shauq yan ijazatetaslimehosh haigohar ko ikdegardanekhuban mein dekhanakya auj par sitaraegauharfarosh haididar, vada, hausala, saqi, nigahemastbazmekhayal maikadaebekharosh haiae taza varidanebisatehavaedilzinhar gar tumhen havasenaonosh haidekho mujhe jo didaeibaratnigah homeri suno jo goshenasihatniyosh haisaqi bajalva dushmaneimanoagahimutarib banagma rahazanetamkinohosh haiya shab ko dekhte the ki har goshaebisatdamanebagabanokafegulfarosh hailutfekhiramesaqiozauqesadaechangye jannatenigah wo firdausegosh haiya subh dam jo dekhiye aakar to bazm meinna wo sururosoz na joshokharosh haidagefiraqesohabateshab ke jali huiik shamma reh gai hai so wo bhi khamosh haiaate hain gaib se ye mazamin khayal mein‘ghalib’, sarirekhama navaesarosh haiPoet  of  the Poem / Ghazal or Nazam :Mirza Ghali

Your Comment Comment Head Icon

Login