aj unhen kuch is tarah jee khol kar dekha kiyeek hi lamhe mein jaise umr bhar dekha kiyedil agar betab hai dil ka muqaddar hai yahijis qadar thi hum ko taufiqenazar dekha kiyekhudfaroshana ada thi meri surat dekhanaapne hi jalve baandazedigar dekha kiyenashanasegam faqat dadehunar dete rahehum mataegam ko rusvaehunar dekha kiyedekhane ka ab ye aalam hai koi ho ya na hohum jidhar dekha kiye paharon udhar dekha kiyehusn ko dekha hai main ne husn ke khatir ‘hafeez’varna sab apana hi mearenazar dekha kiye Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Hafeez Hoshiarpuri

Your Comment Comment Head Icon

Login