havasnasib nazar ko kaheen qarar nahimain muntazir hun magar tera intazar nahihamin se rangegulistan hamin se rangebaharhamin ko nazmegulistan pe ikhtiyar nahiabhi na ched mohabbat ke geet ae mutaribabhi hayat ka mahaul khushgavar nahitumhare ahdewafa ko ahad main kya samajhunmujhe khud apni mohabbat ka aitabar nahina jane kitne gile is mein muztarib hai nadimwo ek dil jo kisi ka gilagusar nahigurez ka nahi qayal hayat se lekinjo soz kahun to mujhe maut nagavar nahiye kis maqam pe pahuncha diya zamane neki ab hayat pe tera bhi ikhtiyar nahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sahir Ludhianvi

Your Comment Comment Head Icon

Login