ja kahiyo un se nasimesahar mera chain gaya meri neend gaitumhen meri na mujh ko tumhari khabar mera chain gaya meri neend gaina haram mein tumhare yar pata na surag dair mein hai miltakahan ja ke dekhun main jaun kidhar mera chain gaya meri neend gaiae badashahekhubanejahan teri mohini surat pe qurbanke main ne jo teri jabin pe nazar mera chain gaya meri neend gaihui badebahari chaman mein ayan gul buti mein baqi rahi na fizameri shakheummid na lai sanvar mera chain gaya meri neend gaiae barqetajalli baharekhuda na jala mujhe hijr mein shamma sameri zist hai mislechiragesahar mera chain gaya meri neend gaikehta hai yahi ro ro ke “zafar” meri aaherasa ka hua na asarteri hijr mein maut na aayi abhi mera chain gaya meri neend gaiyahi kahana tha shero ke aj “zafar” meri aaherasa mein hua na asartere hijr mein maut na aai magar mera chain gaya meri neend gai Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bahadur Shah Zafa

Your Comment Comment Head Icon

Login