Taman umr azabon ka silasila to rahaye kam nahi hamen jine ka hausla to rahaguzar hi aaye kisi tarah tere divaneqadam qadam pe koi sakht marhala to rahachalo na ishq hi jeeta na aql har sakitamam waqt maze ka muqabala to rahamain teri zat mein gum ho saka na tu mujh meinbahut qarib the hum phir bhi fasala to rahaye aur baat ki har ched laubali thiteri nazar ka dilon se muamala to rahabahut hasin sahi wazaeehatiyat terimeri havas ko tere pyar se gila to rahaPoet of the Poem /  Ghazal or Nazam: Jan Nissar Akhta

Your Comment Comment Head Icon

Login