Tumhare shahar ka mausam bada suhana lagemain ek sham chura lun agar bura na lagetumhare bas mein agar ho to bhool jao hamentumhen bhulane mein shayad mujhe zamana lagehamare pyar se jalne lagi hai ye duniyadua karo kisi dushman ki baddua na lagena jane kya hai us ke bebak aankhon meinwo muh chupa ke jaye bhi to bevafa lagejo dubana hai to itane sukun se duboke aas pas ke laharon ko bhi pata na lageho jis ada se mere sath bevafai karke tere bad mujhe koi bevafa na lagewo phul jo mere daman se ho gaye mansubkhuda kare unhen bazar ke hawa na lagetum aankh mund ke pi jao zindagi ‘qaiser’ke ek ghunt mein shayad ye badmaza na lagePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Qaiser ul Jafri

Your Comment Comment Head Icon

Login