gile fuzul the ahadevafa ke hote hueso chup raha sitamenarava ke hote hueye qurbaton mein ajab fasale pade ki mujhehai aashna ke talab aashna ke hote huewo hilagar hain jo majaburiyan shumar karenchirag hum ne jalayen hawa ke hote huyena kar kisi pe bharosa ke kashtiyan dubinkhuda ke hote huye nakhuda ke hote huyekise khabar hai ki kasabadast phirate hainbahut se log saron par huma ke hote hue‘faraz’ aise bhi lamhen kabhi kabhi aayeki dil girifta raha dilruba ke hote huePoet of the poem/ghazal or Nazam: Ahmed Faraz

Your Comment Comment Head Icon

Login