Kash is eid par main tara bakra hota R tu nay mujy pyar say pakra hota Tu apny hathoon say mujy pathay khalati Tu mujy main main kar kay bulati R sham ko gali main sath ghumati Sara din main taray sath rahta Rat ko sardi say akra hota Kash is eid par main tara bakra hota Phir eid pr main zibah ho jata Tari khatar main kat mar jata Tari muhabbat main kuch assa jakra hota Kash is eid par main tumhara bakra hota

Your Comment Comment Head Icon

Login