Ghar se yeh soch k nikla hon k Mar jana hai Ab koi Raah dikha de k kidhar jana hai Jism se sath nibhane ki mat umeed rakho Is musafir ko to Rastay mein theher jana hai Mout lamhay ki sada Zindagi umron ki pukar Mei yehi soch k zinda hon k Mar jana hai Nasha aesa tha k Maikhanay ko duniya samjha Hosh aaya to khayal aaya k ghar jana hai Mere jazbay ki bari qadar hai logon mei magar Mere jazbay ko mere sath he mar jana hai…….

Your Comment Comment Head Icon

Login