Me Or Meri Tanhai Akser Ye Batain Kartay Tum Hoti To Kesa Hota Tum Ye Kehti Tum Wo Kehti Tum Is Baat Pe Heran Hoti Tum Us Baaat Pe Kitna Hansti Zindagi K Safr Me Guzer Jataay Hain Jo Makaan Wo Phir Nahi Atay Wo Phir Nahi Atay Tum Hoti To Esa Hota Tum Hoti To Wesa Hota Me Aur Meri Tanhai Akser Ye Batain Kerte Phol Khilte Hain Log Mitay Hain Magr Pat Jhar Me Jo Phol Murjha Jatay Hain Wo Baharon K Anay Se Khiltay Nahi Kuch Log Ek Roz Jo Bechar Jatay Hain Wo Hazaron K Anay Se Miltay Nahin Umer Bhar Chahay Koi Pukara Karay Unka Naam Wo Phir Nahi Atay Wo Phir Nahi Atay Ye Chand Hai Ya Tumhara Kangan Sitaray Hain Ya Tumhara Anchal Hawa Ka Jhonka Hai Ya Tumharay Badan K Khushboo Ye Patttiyon Ki Hai Sar Sarahat K Tum Ne Chupke Say Kuch Kaha Hai Subha Ati Hai Raat Jati Hai Yunhi Wakt Chalta Hi Rehta Hai Rukta Nahi Ek Pal Me Yeh Agai Nikal Jata Hai Admi Theek Sai Dekh Pata Nahi Aur Parday Sai Manzar Badal Jata Hai Ek Bar Chalai Jatai Hain Jo Din Raat Subha Sham Wo Phir Nahi Atay Wo Phir Nahi Atay Ye Sochta Hooon Me Kabse K Jab K B Ye Mujko Khaber Hai K Tum Nahi Kahin Nahin Ho Mager Ye Dil Kehraha Hai K Tum Yehin Kahin Ho Yehin Kahin Ho

Your Comment Comment Head Icon

Login