gair lain mahafil mein bose jam kihum rahen yun tashnalab paigam kikhastagi ka tum se kya shikwa ki yehathakande hain charkhenili fam kikhat likhenge garche matalab kuch na hohum to aashiq hain tumhare naam kiraat pi zamzam pe may aur subhdamdhoe dhabbe jamaeeharam kidil ko aankhon ne phansaya kya magarye bhi halqe hain tumhare dam kishah ki hai guslesehat ki khabardekhiye din kab phiren hammam kiishq ne ‘ghalib’ nikamma kar diyavarna hum bhi aadmi the kam kiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Mirza Ghali

Your Comment Comment Head Icon

Login