aheashiqi ke mare raheam tak na pahunchekabhi subah tak na pahunche kabhi sham tak na pahunchemujhe mast agar bana de ye nigahemast terimera hath kya nazar bhi kabhi jam tak na pahunchemujhe apni bekasi ka nahi gham khayal ye haikaheen baat badhate badhate tere naam tak na pahunchejo ye daur bevafa hai tera gham to mustaqil howo hayateashiqi kya jo davam tak na pahuncheye anokhi barhami hai ke na bhule se labon parbasabiletazaqira bhi mere naam tak na pahunchekaheen is tarah bhi ruthe na kisi se koi ‘yahya’ke payam tak na aaye ke salam tak na pahunchePoet of The Poem / Ghazal or Nazam :Yahya Jasdanwalla

Your Comment Comment Head Icon

Login