anjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aaaa phir se mujhe chod ke jane ke liye aapahale se marasim na sahi phir bhi kabhi torasmorahe duniya hi nibhane ke liye aakis kis ko batayenge judai ka sabab humtu mujh se khafa hai to zamane ke liye aakuch to mere pindaremuhabbat ka bharam rakhtu bhi to kabhi mujh ko manane ke liye aaek umr se hun lazzategiriya se bhi maharumae rahatejan mujh ko rulane ke liye aaab tak dilekhushfaham ko tujh se hain ummidenye aakhiri shammen bhi bujhane ke liye aamana ki muhabbat ka chipana hai muhabbatchupke se kisi roz jatane ke liye aajaise tujhe aate hain na aane ke bahaneaise hi kisi roz na jane ke liye aa               Poet of The Poem / Ghazal or Nazam :Ahmed Faraz

Your Comment Comment Head Icon

Login