et se but na bana ae mere ache fankarek lamhe ko thahar main tujhe pathar la dunmain tere samane ambar laga dun lekinkon se rang ka pathar tere kam aayegasurkh pathar jise dil kahati hai bedil duniyaya wo pattharai hui aankh ka nila patharjis mein sadiyon ke tahayyur ke pade hon dorekya tujhe ruh ke pathar ke zarurat hogijis pe haq baat bhi pathar ke tarah girti haiik wo pathar hai jise kahate hain tahazibesafedus ke marmar mein siyah khoon jhalak jata haiik insaf ka pathar bhi to hota hai magarhath mein teshaezar ho to wo hath aata haijitne mayar hain is daur ke sab pathar hainsher bhi raqs bhi tasvirogina bhi patharmere ilham tera zahanerasa bhi patharis zamane mein har fan ka nishan pathar haihath pathar hain tere meri zuban pathar hairet se but na bana ae mere ache fankarPoet of The Poem / Ghazal or Nazam :Ahmed Nadeem Qasmiek lamhe ko thahar main tujhe pathar la dunmain tere samane ambar laga dun lekinkon se rang ka pathar tere kam aayegasurkh pathar jise dil kahati hai bedil duniyaya wo pattharai hui aankh ka nila patharjis mein sadiyon ke tahayyur ke pade hon dorekya tujhe ruh ke pathar ke zarurat hogijis pe haq baat bhi pathar ke tarah girti haiik wo pathar hai jise kahate hain tahazibesafedus ke marmar mein siyah khoon jhalak jata haiik insaf ka pathar bhi to hota hai magarhath mein teshaezar ho to wo hath aata haijitne mayar hain is daur ke sab pathar hainsher bhi raqs bhi tasvirogina bhi patharmere ilham tera zahanerasa bhi patharis zamane mein har fan ka nishan pathar haihath pathar hain tere meri zuban pathar hairet se but na bana ae mere ache fankar Poet of The Poem / Ghazal or Nazam :Ahmed Nadeem Qasmi

Your Comment Comment Head Icon

Login