Tumhare Pyar Me Main Ji To Nahi Sakta Hun“Magar”Mar Bhi Gaya To Kabristan Me Dafana Dena“Agar”Meri Surat Tumhare Sapne Me Aaye To Aapna Lena..!!! 

Ye Na Thee Hamaaree Qismat Ke WisaalEYaar HotaAgar Aur Jeete Rehte Yahee Intezaar HotaTere Waade Par Jiye Ham To Ye Jaan Jhoot JaanaaKe Khushee Se Mar Na Jaate Agar Eitabaar Hota

Mai Nee Uss Sey Aik Bar PoochaaKaa Dhoop Mai Barish Hootii HaiToo Woo Hasnee LagiiAur Hastee Hastee Ronee LagiiiAur Dhoop Mai Barish Hoona Lagi(bu zalim dunyada dogulma dialogue poetry)

Ye Jo Ham Hijr Men DiivaarODar Ko Dekhate HainKabhii Sabaa Ko Kabhii Naamaabar Ko Dekhate HainVo Aaye Ghar Men Hamaare Khudaa Kii Kudarat HaiKabhii Ham Un Ko Kabhii Apane Ghar Ko Dekhate Hain

ab aur kya tera bimar bap dega tujhebas ek dua ki khuda tujh ko kamayab karewo tank de tere aanchal mein chand aur taretu apne vaste jis ko bhi intakhab karePoet of the poem/ghazal or Nazam: Kaifi Azmi

Dil Me Bhi Wohi Hai Mere Dil Me Bhi Nahi HaiWo Shaks Jo Mera Bhi Hai Mera Bhi Nahi HaiKuch Ajeeb Hai Yeah Meri AndazEMohabbatPanna Bhi Nahi Hai Ussay,Khona Bhi Nahi Hai..Share By :  Shabbir Abbas 

ek sham kisi bazm mein jute jo kho gayehum ne kaha bataiye ghar kaise jayengekahane lage ki sher sunate raho yun higinate nahi banenge abhi itane aayengePoet of the poem/ghazal or Nazam:  Saghar Khayyami

main kachi neend mein hunaur apne nimkhvabida tanaffus mein utaratichandani ke chap sunati hunguman haiaj bhi shayadmere mathe pe tere labsitare sabat karte hainPoet of the poem/ghazal or Nazam: Parveen Shaki

Fir Kuchh Is Dil Ko Beqaraaree HaiSeena ZoyaEZakhmEKaaree HaiFir Hue Hain GawaahEIshq TalabAshq Baaree Ka Hukm_Zaaree HaiBe Khudee Be Sabab Naheen ‘Ghalib’Kuchch To Hai Jiskee Pardaadaaree Hai….

Gair Lein Mehfil Mein Bose Jaam KeHam Rahen Yun TashnaAlab Paigam KeKhat Likhenge Garche Matlab Kuchh Na HoHam To Aashiq Hain Tumhaare Naam KeIshq Ne ‘Ghalib’ Nikammaa Kar DiyaaVarnaa Ham Bhi Aadmi The Kaam Ke

Ashfaq Ahmad Ki Kitab Aaina SeUs Qaum Ko IlmOHikmat KiKya Qadar Jo Mehnga JootaKhareedne Mein Fakhar Aur Sasti KitaabLenay Mein Dikkt Mahsoos Karay..Phir Aisa Q Na Samjha JayeKa Us Qaom Ko Kitaabon Se ZeyadaJooton Ki Zururat Hy..!!!

kyonkar us but se rakhun jan azizkya nahi hai mujhe iman azizdil se nikala pa na nikala dil sehai tere tir ka paikan aziztab laye hi banegi ‘ghalib’baqia sakht hai aur jan azizPoet of the poem/ghazal or Nazam: Mirza Ghali