tute huye dilon ke dua mere sath haiduniya teri taraf hai khuda mere sath haiaavaz ghungharuon ke nahi hai to kya huasagar ke tutane ke sada mere sath haitanhai kis ko kahate hain mujhko pata nahikya jane kis hasin ke dua mere sath haipaimana samane hai to kuch gham nahi “nizam”ab dardedil ke koi dawa mere sath haiPoet of the Poem/Ghazal or Nazam: Nizam Rampuri

ganv mit jayega shahar jal jayegazindagi tera chehara badal jayegakuch likho marsiya masanavi ya gazalkoi kagaz ho pani mein gal jayegaab usi din likhunga dukhon ki gazaljab mera hath lohe mein dhal jayegamain agar muskura kar unhen dekh lunqatilon ka irada badal jayegaaj suraj ka rukh hamari tarafye badan mom ka hai pighal jayegaPoet of the poem/ghazal or Nazam: Bashir Bad

chandani chat pe chal rahi hogiab akeli tahal rahi hogiphir mera zikr aa gaya hogawo barfsi pighal rahi hogikal ka sapana bahut suhana thaye udasi na kal rahi hogisochata hun ki band kamare maiek shamasi jal rahi hogitere gahanon si khankhanati thibajare ke fasal rahi hogijin havaon ne tujh ko dularayaun mai meri gazal rahi hogiPoet of the poem/ghazal or nazam : Dushyant Kuma

kisane wada kiya hai aane kahusn dekho garib khane karuh ko aaina dikhate haindarodivar muskurate hainaj ghar, ghar bana hai pahali bardil mein hai khush saliqagi bedarjama saman hai aishoishrat kakhauf dil mein farebeqismet kasozeqalbekalim aankon meinashkeummidobim aankhon meinchashmbarraheshauq ke marechand ke intazar mein tarePoet of the poem/ghazal or nazam : Josh Malihabadi

kuch aise ghao bhi hote hainjinhen zakhmi aap nahi dhotebin roye huye aansuon ke tarahsine mein chupa ke rakhte hainaur sari umr nahi roteninden bhi muhaiya hoti hainsapane bhi dur nahi hoteq phir bhi jagate rehte hainq sari raat nahi soteab kis se kahen ae janevafaye ahalevafa kis aag mein jalate rehte hainq bujh ke rakh nahi hotePoet of the poem/ghazal or Nazam: Amjad Islam Amjad

falsafe ishq mein pesh aaye savalon ki tarahhum pareshan hi rahe apne khayalon ki tarahshishagar baithe rahe zikremasiha lekaraur hum toot gaye kanch ki pyalon ki tarahjab bhi anjamemuhabbat ne pukara khud kowaqt ne pesh kiya hum ko misalon ki tarahzikr jab hoga muhabbat mein tabahi ka kaheenyaad hum aayenge duniya ko havalon ki tarahPoet of the poem/ghazal or Nazam: Sudarshan Faaki

gham ka khazana tera bhi hai mera bhiye nazarana tera bhi hai mera bhiapne gham ko geet banake ga lenarag purana tera bhi hai mera bhitu mujhko aur main tujh ko samjahaun kyadil divana tera bhi hai mera bhishahron shahron galiyon jis ka charcha haiwo afsana tera bhi hai mera bhimaikhane ki bat na kar waiz mujh seaana jana tera bhi hai mera bhiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Shahid Kabi

charagoaftab gum, badi hasin rat thishabab ke naqab gum, badi hasin rat thimujhe pila rahe the wo ki khud hi shamma bujh gayigilas gum sharab gum, badi hasin rat thilikha hua tha jis kitab men, ki ishq to haram haihui vahi kitab gum, badi hasin rat thilabon se lab jo mil gaye, labon se lab jo sil gayesaval gum javab gum, badi hasin rat thiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Sudarshan Faaki