hath uthe hain magar lab pe dua koi nahike ibadat bhi wo jis ke jaza koi nahiye bhi waqt aana tha ab to gosh har aavaz haiaur mere barbadedil mein sada koi nahiaa ke ab taslim kar lain tu nahi to main sahikon manega ke hum mein bevafa koi nahiwaqt ne wo khak udai hai ke dil ke dasht seqafile guzri hain phir bhi naqshepa koi nahikhud ko yun mahasur kar baitha hun apni zat meinmanzilen charon taraf hai rasta koi nahikaise raston se chale aur kis jagah pahunche ‘faraz’ya hujumedostan tha sath ya koi nahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Faraz

Your Comment Comment Head Icon

Login