Koi mausam ho dil mai hai tumhaari yaad ka mausam, K badla he nahin jana tumharay baad ka mausam, Na koi gham khizaaan ka hai na khuwahish hai baharon ki, Humaray sath to har pal hai kisi ki yaad ka mausam ..

Your Comment Comment Head Icon

Login