Tere khayal se lau de uthi hai tanhaishabefiraq hai ya teri jalvaaraitu kis khayal mein hai ae manzilon ke shadaiunhen bhi dekh jinhen raste mein neend aayipukar ae jarasekaravanesubahetarabbhatak rahe hain andheron mein tere saudairahehayat mein kuch marhale to dekh liyeye aur baat teri aarzoo na ras aayiye saniha bhi muhabbat mein barha guzraki us ne hal bhi pucha to aankh bhar aayiphir us ke yaad mein dil beqarar hai ‘nasir’bichad ke jis se hui shahar shahar rusavaiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nasir Kazmi

Your Comment Comment Head Icon

Login