Ye aarzoo hai ki jab bhi gale lagaun usehisarezat se bahar nikal laun usewo jal raha tha kadi dhup ke tamazat meinmila jo ab to odha dunga apni chanv useye ishq bhi hai ajab imtihaneahadevafawo aazamaye mujhe aur main aazamaun usewo shahar shahar chiragan sahi magar ek dinhavayen yaad dilayengi apna ganv usewo apne khwab mein shayad mujhi ko dekhata homain tashnalab sahi sote mein kya jagaun usePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Himayat Ali Shaya

Your Comment Comment Head Icon

Login