hai dua yaad magar harfedua yaad nahimere nagmat ko andazenava yaad nahimain ne palkon se dareyar pe dastak di haimain wo sahil hun jise koi sada yaad nahimain ne jin ke liye rahon mein bichaya tha lahuhum se kahate hain wohi ahadevafa yaad nahikaise bhar aain saresham kisi ke aankhenkaise tharrae charagon ke ziya yaad nahisirf dhundhalai sitaron ke chamak dekhi haikab hua kon hua kis se khafa yaad nahizindagi jabremusalasal ke tarah katati haijane kis jurm ke pai hai saza yaad nahiaao ik sajda karen aalamemadhahoshi meinkahate hain ke “sagar” ko khuda yaad nahi Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sagar Siddiqui

Your Comment Comment Head Icon

Login