hamen to ab bhi wo guzra zamana yaad aata haitumhen bhi kya kabhi koi divana yaad aata haihavayen tez thin barish bhi thi tufan bhi tha lekintera aise mein bhi wada nibhana yaad aata haiguzar chuki thi bahut raat baton baton meinphir uth ke wo tera shamma bujhana yaad aata haighatayen kitni dekhi hain par mujhe ‘asrar’kisi ka rukh par wo zulfen girna yaad aata haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Asrar Ansari

Your Comment Comment Head Icon

Login