honton pe kabhi un ke mera naam hi aayeaaye to sahi barsareilzam hi aayehairan hain labbasta hain, dilgir hain gunchekhushbu ke zubani tera paigam hi aayelamhatemasarrat hain tasavvur se gurezanyaad aae hain jab bhi gamoalam hi aayetaron se saja lenge raheshaharetamannamaqadur nahi subho chalo sham hi aayeyadon ke vafaon ke aqidon ke gamon kekam aaye jo duniya mein to is naam hi aayekya rah badalne ka gila hamsafaron sejis rah se chale tere darobam hi aayethak har ke baithe hain sarekuetamannakam aaye to phir jazbaenakam hi aayebaqi na rahe sakh “ada” dashtejunun kedil mein agar andeshaeanjam hi aayePoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ada Badayuni

Your Comment Comment Head Icon

Login